What is Mutual Fund in Hindi?Mutual Fund kya hai (puri jankari)

Last Updated: September 1, 2024 by admin

Kaise ho dosto! Agar aap What is Mutual Fund in Hindi? Ya phir Mutual Fund kya hai ya Mutual Fund in Hindi ke baare mein vistar se jaana chahte hain. Toh aap bilkul sahi jagah par aaye ho. Kyunki is article mein main aapko bataunga ki what is xirr in mutual fund aur Mutual Fund kya hai aur Mutual Fund in Hindi ki puri jankari dunga.
 
दोस्तो तकरीबन हर तरह के इंसान को इसके बारे में जानना बोहत ही ज़रूरी है. ऐसा बिल्कुल भी नहीं है के अगर आप ने कोई फंड नहीं खरीदा है. या फिर ना ही कभी फंड लिया है. हर इंसान अपनी रोज़ मर्रा की ज़िंदगी ऐसा तो करता ही है.
 
कभी आप दुकानदार के पास चले जाते हो. या फिर तो कहीं कोई और काम के लिए बैंक में चले जाते हो. लेकिन आपसी सहमति से जो फंड आप लेते हो उसी चीज को हम मुट्यूल फंड कहते हैं. दोस्तो ये तो बस में आपको आसान भाषा में बता रहा हूं.

Toh chaliye dosto agar aap, What is a Mutual Fund in Hindi? Ya phir Mutual Fund kya hai ya Mutual Fund in Hindi ki puri jankari lena chahte ho toh aap bane rahiye mere sath is article mein.

यह भी पढ़ें: Share Market in Hindi? जानिए A to Z पूरी जानकारी

What is Mutual Fund in Hindi?Mutual Fund kya hai (puri jankari)
What is Mutual Fund in Hindi? Mutual Fund kya hai (puri jankari)

Mutual Fund kya Hai: What is mutual fund investment in Hindi?

Agar mein aasan bhasha mein kahoon toh maan lijiye ke ek admi bohat sara paisa ya phir thoda thoda Paisa kisi ek Bank mein invest kare.

Aur bank wale wo paisa kisi ek fund mein dal dein to use mutual fund kehte hain. Ab us paise ko manage karne ke liye jo fund manager hota hai.

Wo us paise ko kisi ek aise startup company ya phir koi badi company mein invest karta hai aur un se kafi accha interest leta hai.

Interest ka Bank ko bohat fayda hota hai. Lekin jo Insan wo paisa lagata hai, yani mutual fund karta hai, usko bhi bohat sara profit hota hai.

Yani ke interest ke dwara use zyada paisa padta hai aur woh uske liye bahut accha sabit hota hai. Aise bahut sare banks hote hain jo ki Mutual Funds karwate hain jaise ki SBI ho gaya.

Agar aap mutual fund karvana Chahte hain. To sabse pehle aap accha sa bank choose kariye. Aur phir uske baad paise invest karein.

आज के जमाने में cryptocurrency भी आ गई है लेकिन cryptocurrency और mutual fund मैं बहुत सारा फर्क है. लेकिन अगर आप मेरी मांन तो आप क्रिप्टोकरंसी और में चल फ्रेंड में दोनों में ही थोड़ी-थोड़ी पैसे लगाइए.

Taki kal ko aapke paise dube bhi na aur aapko uska fayda bhi mile. Mutual fund ki bohat sari types hoti hain to chaliye types of mutual funds ke baare mein jaan lete hain.

यह भी पढ़ें: How to block SBI ATM card बिना bank जाए पूरी जानकारी

Types of Mutual Funds | Mutual Funds ki types

Aise to Mutual Funds ki bahut sari types hoti hai. Lekin main aapko mutual funds ki khas khas types ke baare mein batane ja raha hun. Toh chaliye shuru karte hain.

1) Fixed Income Funds 

Fixed Income Funds main aapko Ek fixed amount har mahine invest karna hoga. Maan Lijiye ki aap Har mahine 1500 ya Phir 2000 rupay SBI mutual fund mein invest karte ho.

To aapko ye har mahine karne honge aur jab bhi aap in paison ko nikalna chahoge to. Aapko ek achi khasi interest ke sath paise milega.

Dosto Fixed Income Funds is a short-term fund. Jisme ki aap thode Samay ke liye funding kar sakte ho. Aur saath mein is fund mein paise doobne ke chances bahut kam hote hain.

यह भी पढ़ें: SBI mobile number registration कैसे करें बिना बैंक जाए

2) Equity funds

Equity funds ko hum Growth Fund bhi kehte hain. Is fund main aapko ek particular amount of money invest karne hoti hai.

Aur is fund mein paison ki growth bohat hi fast hoti hai compared to other funds. Is fund mein paisa doobne Ke chance bahut jayada hote hain.

यह भी पढ़ें: SBI Balance check कैसे करें – SBI account balance check

3) Hybrid Funds 

Hybrid Funds ka matlab hota hai “Fixed Income Funds aur Equity Funds” dono combine karna.

Yani ke dono funds ek sath karne. Is mein Paisa doobne k chance bahut kam hote hain. Aur Paisa jo hai woh bohat highly aur faster increase hota hai.

Yani growth hoti hai qk hybrid funds ka paisa jo hota hai woh pension plan, ya phir child plan wagera wagera cheezo me use hota hai.

4) Unity Funds 
Unity Funds ka matlab hota hai unity ke saath Paisa invest karna yani Ke 4 5 Bande milkar 1 bank mein Paisa invest karte hain. Toh us fund ko Unity fund kaha jata hai. Is mein bhi paisa doobne ke chance bohat hi kam hota hai.

Benefits of Mutual Funds | Advantages of Mutual Funds | Mutual Funds ke Fayide 

Mutual Funds ke bahut Sare fayde Hai jaise ki:

  1. Mutual Fund Ek Asan Tarika Hai Paise invest karne profit kamane ka as compared to stocks.
  2. Agar aap mutual fund ki thodi si bhi Jankari nahi rakhte hain to bhi aap ko pareshan hone ki koi zaroorat nahi hai. Kyonki aapko bohat sare aise agents Mil jayenge jo ke aapko puri madad karenge ke kab or kaise invest kare aur kahan kariye.
  3. Agar aap Jyada paise invest nahi karna chahte to bhi apke paas aise bahut se chote chote plan available hai.
  4. Mutual Fund main Risk bahut hi kam hai.
  5. Is mein ap ek trusted company pr bhi invest ya share kar sakte ho.

Final Words

Toh Dosto aaj k is article mein maine aapko bataya ki What is Mutual Fund in Hindi, Mutual Fund kya hai ya Mutual Fund in Hindi.

Main umeed karta hun ki aapko What is Mutual Fund in Hindi ya phir Mutual Fund kya hai ya Mutual Fund in Hindi ke bare mein puri jankari bahut hi acchi lagi hogi.

Agar apke paas koi bhi doubt hai yani koi bhi sawal hai toh niche comment kark aap apna wo doubt ya phir question puch skte hain. 

Aur agar aap ye chahte ho ki ye Jankari dusron tak bhi pahunche to is article ko aap apne doston ko share bhi kar sakte ho.
Thanks alot.

2 thoughts on “What is Mutual Fund in Hindi?Mutual Fund kya hai (puri jankari)”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top