Last Updated: September 18, 2024 by admin
Kaise ho dosto! Agar aap how to Become a Pilot in India ya phir simply How to become a commercial pilot ya phir pilot banne ke liye kya karna hoga ke bare mein jan na Chahte hain. To aap bilkul sahi jagah par aaye ho. Kyunki is article mein hum aap ko bataenge ki how to become a pilot after 10th. Me bare mein Puri jankari dunga, and I hope, mere is article ki Masad se aap Pilot bhi ban jao.
How to become a pilot in India पायलट कैसे बने
- Indian Defense Forces (Air Force)
- Civil Aviation (Non-Military Aviation/Commercial Pilot)
How to Become an Indian Air Force Pilot
- 10+2 पास होना जरूरी
- विमान परिचालन के लिए वैज्ञानिक योग्यता होनी चाहिए
- विमान परिचालन की परीक्षा उत्तीर्ण करनी होगी
- विमान परिचालन विभाग द्वारा मान्यता प्राप्त होनी चाहिए.
Civil Aviation Pilot Ek Non-Military Aviation/Commercial Pilot hota hai. Jis ke Paas Commercial Pilot certificate hota hai. Jo ki Directorate General of Civil Aviation (DGCA) se milta Hai.
Commercial Pilot banne ke liye aap ko bahut sari responsibilities leni hoti hai. Yani ke aapke upar bahut sari Jaane depend hoti hai. Agar aap Commercial Pilot banna chahte hain toh yeh bhi Ek best opportunity hai.
How to become a commercial pilot
Commercial Pilot banne ke liye 12th main PCM hona bahut zaroori hai. PCM ka matlab hota hai physics, chemistry, math. Aur agar aapne 12th mein PCM nahi liya tha to apko Physics aur Math National Institute ke kisi bhi Pilot training se training leni Hogi.
Commercial Pilot Exam
Agar aap commercial pilot banna chahte ho toh 12th main aap ke 50% marks hone chahiye. Tabhi aap Commercial Pilot ban sakte ho. 12th Mein 50% marks lene ke baad.
Apko written test, medical examination, and an interview clear karna hoga aur uske baad apko Pilot License milega. Pilot License lene ke liye in mein se kisi Ek Institute se aapko licence mil jayega.
● Indira Gandhi Rashtriya Uran Academy (IGRUA), Rae Bareilly
● Rajiv Gandhi Academy of Aviation Technology, Kerala
● National Flying Training Institute, Gondia
● Bombay Flying Club, Mumbai
● Ahmedabad Aviation & Aeronautics Ltd., Ahmedabad
● Madhya Pradesh Flying Club (MPFC), Indore
● CAE Oxford Aviation Academy, Gondia
Guys, agar ham commercial pilot course fees in India ki baat karein to iski fees 35 lakhs se lekar 40 lakh hai. Same cheezein ap how to become an air hostess ke liye bhi hain.
Final Words
Toh Dosto aaj k is article mein humne aapko bataya ki Pilot Kaise bane and how to become a pilot after 12th. Hum Umeed karte hain ki aapko how to become a loco pilot or commercial pilot ke bare mein puri jankari bahut hi acchi lagi Hogi.
Agar apke please phir bhi koi doubt hai toh comment kark aap apna wo doubt ya phir query puch skte hain. Aur agar aap ye chahte ho ki ye Jankari dusron tak bhi pahunche to is article ko aap share bhi kar sakte ho.
Thanks.