15 Best Business Ideas in Hindi with low investment (Puri Jankari)

Last Updated: October 4, 2024 by admin

Kaise ho dosto! Agar aap Business Ideas in Hindi ya phir Business Ideas in Hindi with low investment ya simply Business Tips in Hindi ke baare mein vistar se jaana chahte hain.

To aap bilkul sahi jagah par aaye ho. Kyunki is article mein main aapko bataunga kuch aise badiya startup ideas in Hindi tips jo ki aap kam paison se start kar skte ho.

Toh chaliye dosto agar aap Business Ideas in Hindi with low investment ki puri jankari lena chahte ho.

Toh aap bane rahiye mere sath is article mein. Is article mein main aapko jo bhi bataunga agar aap waisa hi kroge. Toh main apko 100% guarantee deta hoon ki aap ek badiya aur successful business tyar kar sakte ho.

दोस्तो बिजनेस शुरू करना एक बोहत ही महत्पूर्ण होता है. खास कर के उन लोगों के लिए जो कुछ करना चाहते हैं. या फिर कुछ बनकर दिखाना चाहते हैं. ऐसे भी बोहत सारे इंसान हैं जो अपनी जॉब से संतुष्ट नहीं हैं.

और वो अपना खुद का कोई ना कोई बिजनेस शुरू करना चाहते हैं. अपने boy boss or woman boss कि किच किच से दूर रहना चाहते हैं. या फिर तो आपको कम करने का मण ही नहीं लगता है. इसी लिए business blaster ideas for students आपको बोहत पसंद आने वाले हैं.

15 Best Business Ideas in Hindi with low investment(Puri Jankari)
15 Best Business Ideas in Hindi with low investment (Puri Jankari)

New Business Ideas in Hindi

Dosto paisa kon nahi kamana chahta. Har Insaan Din Raat ek karke paisa kamata hai lekin kayi baar insaan bohat paisa kamata hai. Lekin phir bhi uske aur uske Ghar ke kharche poore nahi hote hain.

Agar koi insan apna business karta hai aur us par kaam karta hai, man laga ke. To ek na ek din wo bahut bulandi pata hai.

Aur itna Paisa kamata hai ke wo apne sapno ke saath saath. Apne ghar walo ke sapne bhi pure kar sakta hai.

Isi liye dosto mai aap ko aaj kuch aise best manufacturing business ideas in Hindi aur Business Ideas in Hindi with low investment ke bare mein btaunga jo ke aap easily kar sakte ho. To chaliye dosto jaan lete hain.

15 Best Small Business Ideas in Hindi with low investment

Dosto ab mein apko one by one Business tips in hindi (फ्यूचर बिज़नेस आइडियाज) dunga.

1) Mobile Repair Shop

Agar aap mobile ke baare mein thodi si jyada knowledge rakhte hain. Ya phir aap mobile repairing karna chahte hain to ye business bahut hi growing business hai forvever ke liye.

Ye ek aisa business hai jo ke puri duniya mein kabhi band nahi ho sakta yani chalta hi rahega.

Agar aap mobile repair shop open karna chahte hain. To uske liye ek mahine ki training kar sakte hain. Jisse aap ko bahut knowledge milegi yeh business karne ke liye.

मोबाइल रिपेयर शॉप एक ऐसा बिजनेस है जो कभी भी बंद नहीं हो सकता है in past, present, and future.

Lekin agar aap ye business nahi karna chahte hain to niche maine bahut sare aise business ideas with low investment and high profit in Hindi diye hain aap unko follow kar sakte ho without any problem.

मैं पूरी उम्मीद करता हूं कि आपको मेरे नीचे दिए हुए बिजनेस आईडियाज में से कोई ना कोई एक बिजनेस आइडिया काफी अच्छा लगेगा.

15 Best Business Ideas in Hindi with low investment(Puri Jankari)
Business blaster ideas for students

2) Salayi Kadhayi ka Kaam

Agar ap ek aurat ya phir mard ho to salayi kadhayi ek aisa business hai. Jo ki har koi kar sakta hai yani ke mard bhi aur aurat bhi.

Aur ye bhi ek aisa business hai, jo ke kabhi bhi khatam nahi ho sakta yani growing business hai.

Isi liye Dosto agar aap ye business karte hain to aap isko aage le ja sakte ho aur is mein success paa sakte ho. Aur ek month mein kayi sare paise kama skte ho.

3) Fast Food Shop

Dosto aaj ke zamane me fast food khana kaun pasand nahi karta hai. Agar aap kahi bhi jaoge to aapko wahan zarur ek fast food ki dukan milegi to dekhna wahan par kitna zyada rash hoga.

Fast food bhi ek aisa business hai, jo kabhi bhi khatam nahi ho sakta hai. Aur is business ko karne ke liye aap ko bahut hi kam paise invest karne hote hain.

Isi liye dosto agar aap fast food ka business karte hain. To aap isko aage le ja sakte ho aur is mein success paaa sakte ho aur apna naam bna sakte ho is field mein.

15 Best Business Ideas in Hindi with low investment(Puri Jankari)
low investment business ideas in Hindi

4) Juice Shop

Juice shop bhi ek best option hai aapke liye business karne ke liye. Aur is mein Investment, bhi bahut kam hogi.

Juice shop bhi ek growing business hai jo kabhi bhi khatam nahi hoga. Agar aap ye business karte hain to ap is business mein kafi success payenge.

5) Gym Shop ya Gym Trainer

Agar aapko Gym ki knowledge hai tab to aapko yahi kaam karna chahiye. Kyunki iska craze aisa hai jo ke din ba din badhta ja raha hai.

Aur ye business bhi baki business ki tarah up growing business hai.

Is mein aap as a gym trainer bhi kaam kar sakte ho. Lekin agar aapko iski koi bhi knowledge nahi hai. 

Tab bhi aap ek Gym station open karke achha khasa paisa kama sakte ho.

Isme investment thodi si zayada hogi lekin woh sirf ek hi baar karni hogi. Jaise ki gym ka saman ho gaya wagera wagera.

Isliye Dosto ye bhi ek best option hai business karne ke liye.

यह भी पढ़ें: 5+ बढ़िया Patanjali Weight Gain Products जो कि Best हैं

15 Best Business Ideas in Hindi with low investment(Puri Jankari)
Business ideas for beginners

6) Coaching ya Tuition

Dosto agar aapko padhna ya padhana achha lagta hai to aap ek Coaching Centre khol sakte hain.

Jahan Par aap baccho ko tution pada kar ache khase paise kama sakte hain.

Ab ye coaching center, kuch bhi ho sakta hai aap chahe to computer bhi rakh sakte hain. Aur baccho ko computer sikha kar business kar sakte hain. Is cheez ko ham online business ideas in Hindi bhi keh sakte hain.

7) Repairing Shop

Repairing shop bhi ek best business hai jis mein ke aap car repair, bike repair, scooter repair. Aur bhi bohat sari gadiyon ki repairing kar sakte ho.

Dosto ye bhi ek growing business hai jo kabhi bhi khatam nahi ho sakta hai. Agar aap is business ko karte ho to aap zaroor success paoge. Isi liye mene is point ko top 10 small business ideas pe rakha hai.

8) Stationery Shop

Stationery shop bhi ek best business hai aaj ke zamane mein. Jaise ki hum sab jante hain ke aaj ke zamane mein bahut bade bade college or schools open ho rahe hain.

Agar isi beech mein hum apni koi stationery shop. Wahan pe open karte hain to hame zaroor profit hoga.

Isi liye dosto stationery shop bhi wk accha business hai karne ke liye.

15 Best Business Ideas in Hindi with low investment(Puri Jankari)
15 Best Business Ideas in Hindi with low investment (Puri Jankari)

9) Cards Printing Business

Cards Printing Business bhi ek up growing business hai. Jaisa k hum sab jante hain ke jab bhi koi tehwar aata hai. Jaise ki shadi ho gayi diwali hogayi, birthday cards, eid wagera wagera. To uske liye bohat sare log cards chupwate hain.

Aur agar isi beech mein aap aisi shop kholte hain. Aur us mein cards printing machine rakhte hain to ap ek acha khasa business chla sakte hai.

10) Beauty Parlor

Sajna sawarna to har ek aurat ka kaam hota have. Yeh to ap ne suna hi hoga to agar isi beech mein aap Beauty Parlour ka business karte ho toh socho aapko kitna profit hoga.

Agar main kharche ki baat karun to isme bahut kam kharcha ayega. Yani ke aapko bahut kam investment karni padegi.

So ye bhi ek best business hai karne ke liye. Is business को दोनों मर्द और औरत कर सकते हैं.

15 Best Business Ideas in Hindi with low investment(Puri Jankari)
15 Best Business Ideas in Hindi with low investment (Puri Jankari)

11) Barber Shop ya Saloon

Dosto barber shop ya Phir Saloon ek aisa business hai jisko kar ke log lakho rupees kama rahe hain.

Agar aap khud barber nahi hai to aap kisi barber ko monthly salary de kar apni shop ya saloon mein rakh sakte hain. Aur ek accha sa saloon banakar is business ko kar sakte hain.

Is business ko karne mein aapko Itna profit milega. Ke aap ne kabhi socha bhi nahi hoga aur investment to ismein na ke barabar hai.

12) Gift Store

Gift lena ya dena kon pasand nahi karta hai. Agar koi bhi tehwar ho ya shadi ho to kya aap apne doston ko ya phir Apne rishtedar ko gifts nahi deti ho.

To sochiye agar aap gift store ka business bhi karte ho to ye kitna profitable business ho sakta hai.

Ismein aap ki thodi si investment lagegi lekin wo investment aapke bahut kaam ayegi.

15 Best Business Ideas in Hindi with low investment(Puri Jankari)
15 Best Business Ideas in Hindi with low investment (Puri Jankari)

13) Insurance Agent

Aaj ke Zamane mein aisi bohat sari insurance companies hai jaise ki LIC ho gayi, SBI Mutual Fund ho gayi wagera wagera.

To aap kisi ek aisi Insurance Company ka agent ban jaiye. Aur agar aap ye business karte ho to is business mein aapko bahut jyada profit milega. Investment to is business mein 0 hai.

14) Open Electronic Shop

Electronics shop open karke aap usmein kayi tarah ke products rakh sakte hain. Jaise ki TV, refrigerator, AC, LED, lCD wagera wagera.

Dosto Ye bhi ek up growing business hai jo ke kabhi bhi khatam nahi ho sakta hai. Lekin ismein aapko investment thodi zyada karni hogi tabhi aapko profit milega.

Aur jitne zyada products aap bechoge utna zyada aapka business chalega.

15) Xerox and Lamination Business

Xerox and Lamination Business bhi ek best business hai karne ke liye. Is mein bhi aapko thodi si investment karni hogi aur is se aap achha khasa paisa kama sakte ho.

Dosto agar apko aur bhi zyada jankari chahiye to ap is kitaab ko kharid kar padh bhi sakte hain

Posts jo apko achi lgengi

Kam paison mein business in English

Starting a kam paison mein achcha business is difficult, but not impossible. Here are some low-cost business ideas that you can consider to build your dream business:

  1. Social media management: Offer your services to small businesses or individuals who need help managing their social media accounts.

  2. Online tutoring: If you have expertise in a particular subject, you can offer online tutoring services to students.

  3. Personal shopping: Offer your services as a personal shopper and help people find the best deals on products they need.

  4. Graphic design: If you have skills in graphic design, you can offer your services to small businesses or individuals who need help designing logos, flyers, or other marketing materials.

  5. Content writing: If you have strong writing skills, you can offer your services as a content writer to businesses that need help with creating website content, blog posts, or other written materials.

  6. Online reselling: You can purchase products in bulk and resell them online through platforms like Amazon, eBay, or Etsy.

  7. Cleaning services: Offer your cleaning services to individuals or businesses in your local area.

  8. Pet sitting or dog walking: Offer your services as a pet sitter or dog walker to people in your local area.

Remember, the key to starting a successful business with low investment is to identify a niche market and offer a product or service that is in demand. With dedication, hard work, and a solid business plan, you can start a profitable business even with limited funds.

Final Words

Toh Dosto aaj k is article mein maine aapko bataya ki Business Ideas in Hindi aur Business Ideas in Hindi with low investment.

Main Umeed Karta Hun Ki aapko Business Ideas in Hindi aur Business Ideas in Hindi with low investment, business idea in Hindi ke bare mein puri jankari bahut hi acchi lagi Hogi.

Agar Apke Pas koi bhi doubt hai yani koi bhi sawal hai toh niche comment kark aap apna wo doubt ya phir question puch skte Hain aur agar aap ye chahte ho ki ye Jankari dusron tak bhi pahunche to is article ko aap apne doston ko share bhi kar sakte ho.
Thanks.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top